aise he 1st tym aya tha yahan toh yahi name ki id create ho gayi
Superb Poem...!!
Ek bachpan ka
zamana tha,
jisme khushiyon ka
khazana tha;
chahat chand ko
paane ki thi,
par dil titli ka
deewana tha.
Khabar na thi
kuch subah ki,
na shaam ka
thikana tha;
thak haarke aana school se, par
khelne bhi jaana tha.
Maa ki kahani thi,
pariyon ka fasana tha;
barish mein kagaz ki naav thi,
har mausam suhana tha.
Har khel mein saathi the,
har rishta nibhana tha;
gum ki zuban na hoti thi,
na zakhmon ka paimana tha.
Rone ki wajah na thi,
na hansne ka bahana tha; kyon
ho gaye hum itne bade, isse
achha to
woh bachpan ka zamana tha...
Superb Poem...!!
Ek bachpan ka
zamana tha,
jisme khushiyon ka
khazana tha;
chahat chand ko
paane ki thi,
par dil titli ka
deewana tha.
Khabar na thi
kuch subah ki,
na shaam ka
thikana tha;
thak haarke aana school se, par
khelne bhi jaana tha.
Maa ki kahani thi,
pariyon ka fasana tha;
barish mein kagaz ki naav thi,
har mausam suhana tha.
Har khel mein saathi the,
har rishta nibhana tha;
gum ki zuban na hoti thi,
na zakhmon ka paimana tha.
Rone ki wajah na thi,
na hansne ka bahana tha; kyon
ho gaye hum itne bade, isse
achha to
woh bachpan ka zamana tha...
gar wale gaov gae he na

akela hon chote bhai ke sat
Arrre shadi ki baat sunke sharma gai ap to

sarmili kudi

Matlb gar ka sara kaam sikh lia h

TB TO SHADI LAYAK HO GAI

shadi karlo

Means ghar pe khali bethe rotiya tod rhe ho

Ok study karti ho ya job.?
Bcoz my dance so much bad
