Haan to sahi karti he na

kya paise jama karke jina pata nahi kl kya ho jaye so paise udavo kharch karo

vese vi kaha jata he paisa hatho ka maol he so kharch karna chahiye varna mail ki vajhse bimar ho sakte he

ghate ka soda he to kadkiyo ka hota he ok

aap ko nahi pata