faisal4648  guestbook (9) Sign guestbook

Rohit9959
11 years ago
Dosti wo ehsaas hai jo mit nahi sakta,
Dosti wo parwat hai jo jhuk nahi sakta,
iski kimat kya hai ye mujhse pucho,
Ye wo anmol moti hai jo beekta nahi…
Rohit9959
11 years ago
dosti karo to dhoka mat dena,
dosto ko asuo ka tohfa mat dena,
dil se roye koi tumhe yaad karke,
aisa kisiko mauka mat dena .......
Rohit9959
11 years ago
Pal Pal se banta hai Ehasas,
Ehsaas se banta hai Vishvas,
Vishvas se bante hai Rishte,
Or rishte se banta hai koi Khas,
Jaise Aap
Aur Is Khas Ko Sab Se Pehle Kehte hain Hum.
Happy New Year.May You Live Long.
faisal4648
11 years ago
HAPPY NEW YEAR FRNDZZZZZZZZ
Rohit9959
11 years ago
Log kehte hain ki achche log mar k sitare ban jaate hain, magar hum kehte hain k achche sitare gir k aap jaise dost ban jaate hain. Gud Morning
yankyjatt45
11 years ago
hlo
faisal4648
11 years ago
gd bro
faisal4648
11 years ago
gd bro
asifgulista
11 years ago
[1] Darood gunaho ka kafara hai [2] Darood se amal pak hota hai [3] Darood padhne se darajat buland
hote hai [4] Darood padhne ke liye ek qirat ajar
likha jata jo ke uhud pahad jitna hota
hai [5] Darood padhne wale ko pemane
bhar bhar ke sawab milta hai [6]Jo shakash darood ko hi apna
wazeefa bana leta hai Allah pak us ke
duniya aur aakhirat ke kaam apne
zime le leta hai [7] Darood padhne ka sawab ghulam
azad karne se bhi afzal hai [8] Darood padhne wala har kisam ke
haulo se nijat pata hai [9] Waliye do jahan nabi (s.a.w)
darood padhne wale ke imaan ki
khud gawahi denge [10] Darood padhne wale par Aqa do
jahan ki shifa’at wajib hojati hai [11] Darood padhne wale ke liye Allah
Ta’ala ki raza aur rehmat likh di jaati
hai [12] Allah Ta’ala ke ghazab se aman
likh diya jata hai [13] Us ki peshani pe likh diya jata hai
ke yeh nifaq se bari hai [14] Likh diya jata hai ke yeh dozakh
se bari hai [15] Darood padhne wale ko roz-e-
hashar Arsh-e-Ilahi Ke neeche jagah
di jayegi [16] Darood padhne wale ki nekiyoun
ka pallada wazani hoga [17] Darood padhne wale ke liye jab
woh Hoz-e-Kausar par jayega tab
khasosi inayat hogi [18] Darood padhne wala qayamat ke
din sakhat pyaas se aman mai hoga [19] Woh pul siraat se tezi aur asani se
guzar jayega [20] Pul sirat par use noor ata hoga [21] Darood padhne wala maut se
pehle apna muqam jannat mai dekh
leta hai [22] Darood ki barkat se maal badhta
hai [23] Darood padhna ibadat hai [24] Darood padhna Allah Ta’ala ko
humare sab amalo se zayada pyara hai [25] Darood pak majliso ki zeenat hai [26] Darood pak tangdasti ko dur
karta hai [27] Jo darood padhe ga woh roz-e-
hashar Madani aqa ke sab se zayada
qareeb hoga [28] Darood agar padh kar kisi
marhoom ko bakhsha jaye to use bhi
nafa deta hai [29] Darood padhne se Allah Ta’ala
aur uske habib ka qurb naseeb hota
hai [30] Darood padhne se dushmano par
fatah aur nusrat hasil hoti hai [31] Darood padhne wale ka dil zang
se pak hojata hai [32] Darood pak padhne wale
shakash se log mohabbat karte hai [33] Darood p
Contact Us | Blog | Translation | Terms of Use | Privacy Policy

沪ICP备06061508号
Copyright © 2006 OwnSkin.com    
-
Loading content
There is a problem with loading the content.